SHAYRIS FOR MY FRIENDS
KABHI SOCHA NA THA
Mohabbat main itna door nikal jayenge kabhi socha na tha
Hum wafa karke bhi bewafa kehlaayenge kabhi socha na tha
Zamane se tanha hi takrayen ge kabhi socha na tha
Hum to Pyaar ke naam se hi na aashna the
Chahat ki itni bari saza payenge kabhi socha na tha
Us ka her andaaz doorson se judda lagta
Uske rang main hum rang jayenge kabhi socha na tha
NA USKO AAYA NA MUJHKO AAYA
Kisi bhi dukh par malaal kerna na usko aaya na mujko aaya
Wafaaoun ko laazawaal kerna na usko aaya na mujko aaya
Jo faaslay thay inhaiN mitaana agharchay dono hi chahtay thay
Maghar taaluq bahaal kerna na usko aaya na mujko aaya
DhukhuN maiN doobi sadaayeN sun kar na hi wo roya ' na hi main tarpa
Kay rouh ko maala-maal kerna na usko aaya na muj ko aaya
Duwa kay roshan chiraagh apni hatheliyuN par jalaey hum nay
KHUDA say lykin sawaal kerna na usko aaya na mujko aaya
SILSILEY
Silsiley yeh bhi ajeeb hote hain
Ghum unko bhi naseeb hote hain
Jo log khush naseeb hote hain
Hota hai aik hee koi apna
Warna saare raqeeb hote hain
Daulat-e-zindagi ki khuwahish hai
Log kitne ghareeb hote hain
Zakhm hum ko jo atta kerte hain
Wo humare habeeb hote hain
Hum ko dushman samajh rahe hain jo
Wohi dil ke kareeb hote hain
Dilon mein dard chupaney waley
Khuwahishon ke saleeb hote hain
Ishq mein mar ke bhi fana na hue
Silsiley yeh bhi ajeeb hote hain
YAKEEN KARLE
kaise bhi choopao.... par choopa na payoge
jo rog tere dil mein hai
ubhar kar samne ayega
laakh banao apni kahani mere bagair
mera vaada hai tujhse, ki main
teri kahani mein zaroor aaunga
tujhse milkar deekhaunga apni deewangi
ki ek din teri nafrat ka pemana bhi tute jayega
aaj jo tere lavoein par khamosi see chaaee hai
mera dava hai yehi mere pyar ka pegaam sunayegi
gup-chup tere dil ko is kadar churaunga .....
aankhoin mein kajal ki jagah mein hi samaunga
yakeen karle mujh pe , meri justju meri jaan...
ho jayega varna ek aur dilwala tere pyar main
SHAAYAREE BADEE AASAAN CHEEZ HAI
Shaayaree badee aasaan cheez hai
Suno ! Main bayaan karathaa hoon
Chand labz thum zaraa nazaakath se kahado
Sher va gazal ban jaathe hain ye labz
Phir unhe bas sirf tharannum me gungunaa do
Shaayaree ho jaathee hai, aur tum shaayar !
Shaayaree se tum ghabaraanaa naa kabhee
Labz jodathe jaao, bas tum jodathe jaao
Ek din shaayar ho jaaoge tum
yah vaadaa hai meraa, bhoolanaa naheen
Shaayaree badee aasaan cheez hai
Suno ! Main bayaan karathaa hoon
Log youn hi sabko bhool jaate hain,
kuch din aate hain yaadein de jaatein hain
dil tod ne waale yeh bhi nahi sochte,
Ki zakhm hum unhe kitna diye jaate hain