Main Bhool Jaun Tumhe
Visitor Rating (0.00) 









Main Bhool Jaun Tumhe
Main bhool jaun tumhe ab yehi munasib hai
magar bhulana bhi chahu to kis tarah bhoolu
magar bhulana bhi chahu to kis tarah bhoolu
Ki tum to phir bhi haqikat ho koi khwab nahi
yahan to dil ka ye aalam hai kya kahu tumse
Bhula saka na ye wo silsila jo tha hi nahi
wo ek raat jo hummein kabhi bitayi nahi
Wo ek baat jo main kah nahi saka tumse
wo ek khyal jo aawaz tak gaya hi nahi
Mujhe hai yaad wo sab jo kabhi hua hi nahi
agar ye haal hai dil ka to koi samjhaye
Tumhe bhulana bhi chahu to kis tarah bhulu
ki tum to phir bhi haqikat ho koi khwab

