chaha bhi tho
Chaha bhi tho
Usko chaha bhi tho izhaar karna na aaya,
kat gayi umar saari humein pyar karna na aaya
usnae manga bhi agar kuch tho jindagi mangi
aur humne inkaar bhi karnae na aaya!!
kat gayi umar saari humein pyar karna na aaya
usnae manga bhi agar kuch tho jindagi mangi
aur humne inkaar bhi karnae na aaya!!
Gum mein hasane walon ko kabhi rulaya nahi jatha
lehron se pani ko kabhi hataya nahi jatha
honewale ho jate hai kudh hi dil se apnae
kisi ko kehkar apna banya nahi jatha!!
lehron se pani ko kabhi hataya nahi jatha
honewale ho jate hai kudh hi dil se apnae
kisi ko kehkar apna banya nahi jatha!!
Unhe adath hai zakhm dene ki,
apni to fitrath hai gum chupane ki,
ab tho adath si pad gayi hai ansu pe jaane ki
kya haseen saza di hai zalim se dil lagane ki!!
apni to fitrath hai gum chupane ki,
ab tho adath si pad gayi hai ansu pe jaane ki
kya haseen saza di hai zalim se dil lagane ki!!
Jab tumhe dekhu my dil start flying
tumse bat kare tho i keep trying
jab thu door jaye i fell like crying
are ithna tension math le i was joshing
tumse bat kare tho i keep trying
jab thu door jaye i fell like crying
are ithna tension math le i was joshing
Unhe yeh shikwa hogee ki hum unhe yaad karthae hi nahi,
par kambakath unhe yeh kaun samjhayae ki hum unhe yaad
kaisae karen jinhe bhula sakthe hi nahi.!!
par kambakath unhe yeh kaun samjhayae ki hum unhe yaad
kaisae karen jinhe bhula sakthe hi nahi.!!
Aaj socha ki jawab kya bheju,
Aap jaise logo ko khitab kya bheju,
Koi phool ho to mujhe maloom nahi,
Jo khud gulab ho usey gulab kya bheju.
Aap jaise logo ko khitab kya bheju,
Koi phool ho to mujhe maloom nahi,
Jo khud gulab ho usey gulab kya bheju.
Hasino ne hasin bankar gunah kiya,
Auro ko to thik ham ko bhi tabah kiya,
Pesh kiya jab gazlo me unki bevafai ko,
Auro ne to thik unhone bhi WAH WAH kiya.
Auro ko to thik ham ko bhi tabah kiya,
Pesh kiya jab gazlo me unki bevafai ko,
Auro ne to thik unhone bhi WAH WAH kiya.
Main jaanta hoon kee yeh khawaab zhuthe hain aur,
yeh kusheeyaan adhuree hai,
magar zindaa rahane ke leeye mere dost,
kuchch galatphamiyan zaruree hain
yeh kusheeyaan adhuree hai,
magar zindaa rahane ke leeye mere dost,
kuchch galatphamiyan zaruree hain
Visitor Rating (0.00) 










